Tag: nuqs

Sabhi gharhiyun mein yaksan nuqs kesey

Sabhi gharhiyun mein yaksan nuqs kesey,

Yakenan waqat hi thehra hua hai…


سبھی گھڑیوں میں یکساں نقص کیسے

یقینن وقت ہی ٹہرا ہوا ہے


Sabhi gharhiyun mein yaksan nuqs kesey

Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni

Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni,

Roz aik nuqs naya mujh mein nikal aata hai…


روز تھکتا ہوں میں کر کر کے مرمت اپنی

روز اک نقص نیا مجھ میں نکل آتا ہے


Roz thakta hoon mein kar kar key maramat apni